🥗 Healthy Food Choices – Quick Replies, English Bolna Sikho

 Aaj ke time me English bolna bahut zaroori ho gaya hai. Chahe school ho, job ho ya travel — English har jagah kaam aati hai. Lekin English bolna mushkil nahi hai, bas thoda confidence aur daily practice chahiye.


Roz thoda-thoda English bolo, galti se daro mat. Simple sentences se start karo, jaise “How are you?”, “I am fine”. English movies dekho, songs suno aur words repeat karo. Dheere-dheere fluency aa jayegi.


Yaad rakho, perfect English nahi, confident English important hoti hai. Aaj se hi practice shuru karo, kyunki English bolna ek skill hai, jo seekhi ja sakti hai! 💪😊


Chaliye fir start karte hain.


🥗 Healthy Food Choices – Quick Replies


• I prefer healthy food.

  ➤ मुझे हेल्दी खाना पसंद है।


Trying to eat clean.

  ➤ साफ-सुथरा खाना खाने की कोशिश कर रही हूँ।


• Less oil, please.

  ➤ कम तेल वाला खाना चाहिए।


• Fruits are better.

  ➤ फल ज़्यादा अच्छे होते हैं।


Avoiding junk food.

  ➤ जंक फूड अवॉइड कर रही हूँ।


• Home food is best.

  ➤ घर का खाना सबसे अच्छा है।


- Eating light today.

  ➤ आज हल्का खाना खा रही हूँ।


• More vegetables.

  ➤ ज़्यादा सब्ज़ियाँ।


• Drinking more water.

  ➤ ज़्यादा पानी पी रही हूँ।


• Health comes first.

  ➤ सेहत सबसे पहले।

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.